ALinaRaJPut17 13 years ago Bandh lain hathoon pay seenay pay saja lain tum ko,
Sochtay hain k aik taveez bana lain tum ko,
Phir tumhain roz sanwarain tumhainbarhta daikhain,
Kion na aangun main chunbaili sa laga lain tum ko,
Kis qadar toot ker tum per hamain pyaar aata hay,
Bhur lain banhoon main aur maar hi dalain tum ko..!
ALinaRaJPut17 13 years ago Ho raat akeli pichlay paiher or
Chand gagan main aa jaye,
Tum chand ki manend tanha ho ye baat tumhay tarpa jaye.
Kuch khuwab saja kr palkoun pay
Tum chand say batein kr laina,
Hum yaad tumhay to kartay hain
tumYaad humain bhi ker laina.
Kuch bat na ho jb aisay he
num ankh Tumhari ho jaye,
Tum bat kahi per karty ho,
dil or Kahi per kho jaye.
Jazbat k aisay alam main
Muskan laboun par bhar laina,
Hum yaad tumhe to krtay hain,
Tum yaad humain bhi kr lena..
ALinaRaJPut17 13 years ago Laakh miltay hain hum bahanay say
Pyar chupta nahi chupanay say
Ummar guzari hay dar-badar apni
Hum hillay thay zara thikanay say
Aik jadu sa kar gaye mujh par
Kuch makaan thay puranay say
Baat karta raha main us say magar
Baat banti nahi bana'nay say
Ho jo mumkin to yeh bhi kar dekho
Tum nikalo humain fasanay say
Meri chahat main bhi woh baat na thi
Woh bhi rukhsat hua bahanay say
Yeh bhi rakha hay dhiyaan main hum nay
Teer palta agar nishanay say...!!!
ALinaRaJPut17 13 years ago Manoos Kar Chkuey Hein Ye Diwar-o-Dar Mujhey
Zindaan Ke Baad Raas Na Ayega GharMuhjey
Umeed-e-Zindagi Nahee Aye Charah-Gar Mujhey
Shaam Hogayee Tou Phir Na Hogi Sehar Mujhey
Mein Ek Mataa-e-Eshq Houn, Khhoya Agar Mujhey
Shayed Na Pa Sakoge Kaheen Umar Bhar Mujhey
Kiya Jeetay Ji Umeed-e-Rahayee SeWasta
Dhoka Na Dein Qafas Mein Merey Baal-o-Par Mujhey
Dou Jan-ba-Lab Mareez Hein, Ek Marg-e-Muntazir
Mein Uss Ko Dekhhta Houn Charagh-e-Sehar Mujhey
Tang Aake Chordta Houn Dunya Ko Aap He
Duyna Ghareeb Chord Ke Jaa
ALinaRaJPut17 13 years ago Fizaoo main rang bharta hai tumharachand sa chehra...
Mujhe bechain karta hai tumhara chand sa chehra...
Usi ehsaas ka nasha liye phirta hoon duniya main akela...
Meri khatir sanwerta hai tumhara chand sa chehra...
Mujhe ye chandni raatein buhut bekaaif lagti hain...
Jab meri aankhoun main ubharta hai tumhara chand sa chehra...
Koi chehra meri aankhoun ko khera nahin ker sakta...
Mujhe madhosh karta hai tumhara chand sa chehra...
Meri basti se shayad iss liyay tum door rehte ho...
Gehan lagne se darta hai t
ALinaRaJPut17 13 years ago Yahan chahton ka sila nahi,
yahan dosti ka maza nahi,
yahan janay kesi hawa chali,
Rahi dostoon main wafa nahi,
yahan jal gaya mera aashiana,
Abhi badlon ko pata nahi,
Teray dar pe dastak de sakon,
ye haq to tum ne dia nahi,
Main raahi hon raah-e-umeed ka,
Mujhay manzilon ka pata nahi,
Be bas hon jahan main isqader,
jaisay mera koi "KHUDA" nahi,
MERI SAADGI MERA JURM HAi,
KOI AUR MERI KHATA NAHI.
ALinaRaJPut17 13 years ago Yahan chahton ka sila nahi,
yahan dosti ka maza nahi,
yahan janay kesi hawa chali,
Rahi dostoon main wafa nahi,
yahan jal gaya mera aashiana,
Abhi badlon ko pata nahi,
Teray dar pe dastak de sakon,
ye haq to tum ne dia nahi,
Main raahi hon raah-e-umeed ka,
Mujhay manzilon ka pata nahi,
Be bas hon jahan main isqader,
jaisay mera koi "KHUDA" nahi,
MERI SAADGI MERA JURM HAi,
KOI AUR MERI KHATA NAHI.
ALinaRaJPut17 13 years ago Najane q meri shairi ka unwan ban jate ho tum,
Sub kuch jante howe bhi anjan ban jate ho tum,
Na koi rishta hay tum se na koi talluk,
phir bhi na jane q mera man ban jate ho tum,
Me jo bhi likhta hon bat zara qarenese,
Mera geet meri shaira mera deewanban jate ho tum,
Dil se jo nikalti hai, labon pe aa k dum tor deti hay,
Woh tamanna, wo hasrat wo arman ban jate ho tum.
Main lakh karon koshish tum se tark-e-tlluq ki,
Phir bhari mehfil main meri pehchanban jate ho tum.
ALinaRaJPut17 13 years ago Najane q meri shairi ka unwan ban jate ho tum,
Sub kuch jante howe bhi anjan ban jate ho tum,
Na koi rishta hay tum se na koi talluk,
phir bhi na jane q mera man ban jate ho tum,
Me jo bhi likhta hon bat zara qarenese,
Mera geet meri shaira mera deewanban jate ho tum,
Dil se jo nikalti hai, labon pe aa k dum tor deti hay,
Woh tamanna, wo hasrat wo arman ban jate ho tum.
Main lakh karon koshish tum se tark-e-tlluq ki,
Phir bhari mehfil main meri pehchanban jate ho tum.
ALinaRaJPut17 13 years ago Koi titli hamarey paas aati bhi, to kia aati,
Yun ghut-ghut k mar jana, hamain manzoor tha laikin,
Kisi kam-zarf per zahir na ki majbooriyan hum nay,
Hum is mehmil main bus ek baar sach bolay thay,
Zabaan per umer bhar mehsoos ki chingariyon ham nay,
Samajhtay thay magar phir bhi na rakhi dooriyan humne,
Chiraghoon ko jalanay main jala ' li ungliyan hum nay...